Public Speaking
Public speaking ek kala hai jo effective communication skills ke sath sath confidence se labrej hona hota hai taki audience take k sathik tarah se apani bat ko rakh sake.Public Speaking ko hum kai tarah se apane jeevan me istemal karte hai jaise koispeech deliver karte samay,presentation, ke samay or kisi debate me participating karte huve hum public speaking ka upyog karte hai.istarah hume nahi bhulana chahiye ki yah kitani valuable skill hai jis wajah se hume naye awasar milane ke raste khul jate hai.
Public speaking, preparation ke liye vardan mane to koi galat bat nahi hoga.Public Speaking se aap job hi kuch kahana chate ho wah bakhubi kah sakte ho in me aap ne jo topic kiya use acchi tarah se bayan kar pahoge. Iska phayada aap ko her jagah hoga . Ise jitana jyada aap Practice karroge utana hi aap ko munapha hoga jis se aap khud ko aur bhi flunce aur confidence k sath apani ability bada sakte ho.
Aapko apane body language per bhi dhyan dena hoga taki public speaking aur bhi jyada umada ho. Apane eye contact ko bhi Maintain rakhe taki aapke audience ke sath behatarin talmel baitha sako jis se aap unake dil jeet baho.apane audi.
Public speaking me apane audience ki awareness ko badhaye taki use kuch naya janane ki utsuktha bani rahe.Apane andaj ko sahaj rakhe aur ek alak style se apane message ko delivery kare jo aapko suit kare sath hi sath aapke audience ko bhi bha jaye jiseve kabhi na bhul paye aur unki yado me aap bane raho.
Public speaking ke samay aap ko kabhi kabhi nervousness ko overcome karna hoga nahi to yah aapke liye ek challenge ban jayega.In sab se bachane ke liye aap ko kuch relaxation techniques ki practice karni hogi jaise sdeep breathing aur positive visualization etyadi jis se aap stage par jane ke pahale sahaj aur saral mehsus kar paho.Yad rahe nervousness yah ek natural manviy prakriya hai her koi ise mehsus karta hai kintu iske wajah se aap performance ko bigad mat dena bus positively apane aap ko tayar rakhana.
Phir bhi aapko dar lag raha haito apane coach ,trainer ya mentor ki sayata se aap isme kam samay me adhik maharat hasil kar sakte hai.
Antim bat yah hai ki public speaking ek multifaceted hai jo preparation, practice, and confidence se aata hai.Karte karte mastering ban hi jahoge jo aap ki dil se khwahish hai ki aap ek din Public Speaker ban ke hi rahoge.