Personality Development

Her koi bachapan se bade hone tak apane aap ko ek prabhavit vekti k rup me dekhana chahta hai ya banana chahata hai jise Personality development ya vyektitv vikaas kahate hai.yah her kisi k liye alag mayane rakhata hai .

jaise unka character, behavior, and mindset par nirbhar hota hai taki unka personality nikhar jaye. Yah bohat chijo ko madyanajar rak kar tay hota hai jis me samilit hai  social skills, emotional intelligence, self-confidence, aur sampurn jeevan ko dekhane ka najariya.

Hum Nichediye gaye kuch phramukh tatvon dwara aap samajh payenge

 personality development:

1.Swa Jaagrookata [ Self-awareness] :  Apane andar moujud Shakti, ko jane strengths, weaknesses, values, and beliefs in sab ko jan kar hi hum vikas kar sakte hai.

 Self-awareness se hume apane aap ko vyevasti karne me aur apani shamtahon  ko pahachanane k kabil bante hai.

  1. Bhavnatam shamata [ emotional Intelligence ] :Apani bhavnatmak vichar hum par humesha bane rahate hai.jinke hone se hamare vichar aura char ka siddha asar is par padhata hai khud par sath hi sath dusaro par bhi .

jeevan k her padhav par hume apane bhavo ko sanyamit karna hota hai  taki hum  apane ko bhavnatamk majhbu bana kar apane personality development kar paye.

3.AATMVISHWAS [ Self-confidence] :Jeevan me saphalta pana hai to hume Apane aap par vishwas ralhana sab se jyada mahatvapurn hota hai.

Aatm vishvas banaye rakhane ke liye humesha yaise goal set kare jise aap hasani se pura kar paho jisame kuch calculated risks kE sath celebrating accomplishments ho.

In sab ke karne se aap humesha motivate rahenge . sath hi khud par na karne ke sandeh,asaphalta ka dar bhi mitha sake.jis se aap aage badhe aura pane personality ko develop kae paho

  1. Samajic koushulata [ Social skills ]:Hum samaj me rahate hai isliye hume humare sath rahane wale her adami se pyar au radar se rahana chahiye taki humare samandh her kisi se ache ho.

 Yah humare personal aur vevasahik dono ke hit ke liye behatarin kam karta hai.

 Inme hume  dusaro ki sunana,samajik gativitiyon me shamil hona,naye logo se vichar aur aachar dono ka adan phradhan karna sammilit hai.

Jis se hume naye any logo k vektitv ke pahalu ko janane ka mouka milta hai .aur apane personality ke development me sahayta milati hai.

5.Anukulata [  Adaptability ];Badalati duniya aur usake tarike in sab ko swikar karne me aura pane ko badalme me kabhi deri nahi karna chahiye.humesha badlav ko swikar karne ki phravruti rakhe anyatha duniya ki bhid me kho jahoge aura pane astitv ko bhi khatare me daloge .khuli mansikta ke sathapani iccha Shakti k sath naye dour ka aanad le aura pane ko aage badaye.

Badlav srushti kaniyam hai ise swikar kare aura pane personality development kare.

  1. Lachilapan [ Resilience ]: Lchilapan rakhane se hum apane aap ko phir se her kam karne ko tayar rahte hai.chahe ham kisi kam ko karne me asaphal bhi ho jaye phir se prayas karne se nahi darte.

Hum humari samasya kya hai aur usako khatm kar ke aage badhane walo ki shreni me aa jate hai isliye hume apane ghar ,pariwae k sath sath humare vevasahik aur samajik vevhat aur vevasthapan me lachilapan rakhna jaruri hai taki humare personality development me koi kami na rah jaye.

  1. ghyanvrudhi karte rahe [ Continuous learning ] : Personal development ek yaisa safhar hai jo humare samajh k sath vikasith hota hai aur humare sath bane rahata hai lekin yah bhi humare mobil aur laptop ki tarah update mangata hai.

isliye hume anae personality development k liye lagatar nayi chije sikhate rahane ki awashkta hoti hai. Waise bhi humare jeevan me naye anubhavo ki suchi jeetani lambi hogi utana hamare liye behtar hota hai.is tarah hume apane personality development ke liye uprokth pahalunon par dyah dena hota hai.

 

Scroll to Top